Bfore & After

MOD bannay kay badd ik achay khaasay member main app kis qisaam kee tabdeeliyan mehsoos kertay hain ?

Re: Bfore & After

R O F L ... :-DDDD
kia kia poochti hain aap bhi :-d

Mod banna aisay hi jaisay aik insaan ki shadi hojati hay, phir uss ki soch ka centre sirf bv and gar hota hay, wo sab kuch bhool kar apnay iss new zindagi ko sanwaarnay main lag jaata hay, kamm bolta hay, khaana peena kamm hojaata hay, dil ki dharkanain taiz hojati hain, dimagh kabhi 7th and kabhi -7 par pohanch jaata hay... iss say to behtar hay insaan shadi hi na karay :s

sonay say pehlay and uthnay kay baad sirf moderation... :s

Re: Bfore & After

^ shaadi ka bhoot kio sawar hay .? koi TAAKRA ker baithay hain ?

mujhay lagta hay MOD bannay kay badd member main ik Hatwaani khaslat baydaar ho jatee hay

us ki ankhain signal ki bati ki terah SURKH ho jatee hay

or woh her member ko aisay daikhta hay kub woh phislay or yeh us ko warning kay jaal main phasayee ya thread lock ker k member ki baybusee ki halat daikhay

Re: Bfore & After

yaar uss ko sirf police wala naheeN honaa chaahiye.... baaqi kher hai ...

what do you see in me that has changed????

Re: Bfore & After

nahi... abhi UNN kay hansnay khailnay k din baqi hain :-D

aap nay women traffic task force join karli kia ? Trafficana zabaan main shairi chal rahi hay :-p

Re: Bfore & After


yeh sub kaisaY kartaY haiN? :(

Re: Bfore & After

Aik matanat or sanjeedgi a jati hy(Kharoos ko sugar coted karoooooooooooooooo):D

Re: Bfore & After


yeh kaun loug haiN?

Re: Bfore & After

abhi to shuroo hay agay agay pata chalay ga na …

shairi ? itnee achee urdu ho gayee hey mere k nasar bhi shair lagtay hain ?

Re: Bfore & After

ahem... makafat-e-amal say bachiyay mohtarma, aisa bura waqt aap par bhi asakta hay :-p

Re: Bfore & After

Allah app ki masoomiyat qaaim rakhay .. : P

Re: Bfore & After

main nay kab tareef ki ? :-oo apnay miaoon mithoo :-D

ps: learn how to do multi-quote :@:@:@

Re: Bfore & After

:rotfl:Main sary ikhtiyarat ap ko dyny ki drkhwasat karon gi os bury waqat main, You know a friend in need a friend indeed:D

Re: Bfore & After

kiyaa pataa challaY gaa???


aameen. thankooo

Re: Bfore & After

aap ki darkhuwast k liay aik bohat bari raddi-ki-tokri hay wahan :-p

Re: Bfore & After

Mushkil hy:D

Re: Bfore & After

nai ata na ..kia hay app ko

k app 15 din main goray goray hotay hain ya nahi : P

Re: Bfore & After

sachi wali problematic girl ho sar phoring... apna nahi hathi ka

wo agar goray howay... to... sab gorian bay haal hojaingi :s

Re: Bfore & After

*na mumkin to nahi na ? *

app ko baree hamderdee hay GORIOON say ? ..saudi say transfer ho gaya hay goroon ki dais main kia ?

Re: Bfore & After

main hi gorion ka gamm sajh sakta hoon sirf :-p