Bewafayon se

Bewafayon se wafa kerte guzari hai hayat

Mai barasta raha veeranon mein badal ki tarha ..

Re: Bewafayon se

Achcha he hua...

Re: Bewafayon se

kis ky sath :faizy:

Re: Bewafayon se

baadal yaa paagal? :cb:

Re: Bewafayon se

baadal awara hoo saktaa hy pagal nhi, baqi aap rooshnii daal saaktay hain :)

Re: Bewafayon se

par baadal kii jagah paagal kiuN nahiiN? barasne se muraad ‘Ghussa karne’ se bhii ho saktii hai lihaaza paagal kii taraH mauzooN hai!!! :smiley: :cb: meraa yaqeen nahiiN to MUrad Bhai se hii poochh kar dil kii tashaffii kar leN :stuck_out_tongue:

Re: Bewafayon se

nhi aap pai poraa poraa yaqeen hy :cb: , well isay sher ko as it is rehanay dian, aap changes ky sath aik new add karwaa dain :slight_smile: