Bewafa

Re: Bewafa

Shabash.. go ahead

Re: Bewafa

muqa bhai nay yehi kiya that pichly thread main apni bali umer ki talkhion ko bhulanay kay liye. :chai:

Re: Bewafa

But I can’t relate to song ‘Acha sila dia mere pyar ka’ as Waleed can relate.

Re: Bewafa

hmmmmm yani memory loss krney ka meshwra dia ja reha hy mehboob ko

Re: Bewafa

how about this song:
**
achchhaa hii huaa dil TooT gayaa
achchhaa hii kiyaa jo tuu ne kiyaa
luuNgaa na kabhii ab naam-e-vafaa**

Re: Bewafa

Dil ko jalana hum ne ChoR dia choR dia

Re: Bewafa


kiuN kiuN kiuN ... kiuN bhalaa? aisaa bhii kia saaniHaa pesh aa gayaa! :)

Re: Bewafa

kiyun bataon?

Tajassus buri bala hai :snooty:

Re: Bewafa

app mehboob to nahi na.

Re: Bewafa

are baba ji, tajassus na hotii to aap yeh internet na use kar rahe hote! :smiley: tajassus agar jaaiz samt meN ho to **'**kia hii kahne’ vartna to phir ‘kuchh bhii na kahne’! :cb:

Re: Bewafa

haye aisay naseeb kehan apun k.