Bewafa

Sitam Woh Mere Dil Pe Youn Deta Raha

Raat Bhar Bewafa Yaad Ata Raha

Na Howa Ehsas Usey Kisi Ki Tarap Ka

Yaha Mein Sehra Mein Tanha Hi Chillata Raha

Chahta Tha Jisey Mein Khud Se Bhe Zyada

**Woh Mjhe Dard De De Kr Azmata Raha **

Likhta Raha Jise Apne Jigar Ke Khoon Se Khatt

Pta Chala Wohi Bina Parhe Hi Jalata Raha

Jab Uskay Anay Ki Koi Umeed Nhe Baki

Wasi

To Kyun Raat Bhar Mein Khud Ko Behlata Raha

Re: Bewafa

:eek: ye Wasi shah ki nai lag rhi,mujhe tu tumara he koi karishma lag rha hai nikya :stuck_out_tongue:

Re: Bewafa

Not bad.

Re: Bewafa

:hehe: @ Shazia aapa’s comment.

Waleed bhai…nice poem :k:

Re: Bewafa

nai hasna tha na..ab waleedu baba mujh se naraz ho jaye ga…uss namaqool ne wese b naraz hone pe oscar lia hua hai :hinna:

Re: Bewafa

:rolleyes:

\Shukriya :k:

Meine kab liya oscar :eek:

Re: Bewafa

jhoot na bolo ab…jo adha kilo bhindi k sath lia tha wo oscar he tha :omg: