Bewafa to use kehte hai jo wafa nahi karte,
Agar tumse pyar na hota to tumhe bewafa kaise kehte,
Phirbhi tumne mere pyar ka aisa sila diya hai,
Ke tumhe bewafa kehna bhi bewafai ki tauheen hoti hai…
----Us falak ke teer----
Us falak ke teer ka kya nishana tha
Jahan thee meri manzil wahin mera aashiyana tha
Bas pahunch hi rahi thi kashti saahil pe
Is toofan ko bhi abhi hi aana tha…
----Tumhara jutha pyar----
Tumhara jutha pyar ko hamari zindagi samja,
Tumhe apna dil deke tumhara dard liya,
Tumhare khel ko me samaj na saki,
Tumko bewafa kehne ka kabil na rahi…
----gheleti----
Huwi hum se ye nadani, kay teri mehfil mein aa’h bethay,
Ho kay zameen ki khakh, aasman se dil laga bethay…
----yaadein----
Phool khilte hain, khil kar bikhar jate hai,
Phool khilte hain, khil kar bikhar jate hain,
Yaade to dil me rehti hai, Dost mil kar bichad jate hai…
----tumhara pyar ki had----
Tumhare pyaar me hamne bhohot chote khaye,
Jiska hisaab na hosake utne dard paye,
Phirbhi tere pyaar ki kasam khake kehti hu,
Hamare lab pe tumhare liye sirf pyaar aaye…
posting shairy after a long long longggggg time hope u guys like.
aik maslay ka hal abhi dhonda nahi tha ... dosra bhi kaRa ho gia (** fuji bhaio yeh woh wala kaRa nahi hay ..lehaza choona laganay se perhaiz karin plz*) .. khair nasha bhaRta hay Sha jo Sha* main milain .. (MMA ka shoor bharpa hay filhaal Sha* par hi guzara karain .. warna shari hud lagnay mai dair konsi lagti hay). ...
baat ho rahi thi maslay ki.
Hum jaisay roh safar log .. gup shup par post nahi kar saktay ... computer wahi rahay .. par shehir badal gia to .. gup shup ki nazrain bhi badal jati hein .. karo lo jo karna hay ... lambhi zindagi main kam hi bewafa daikhay hein maghar gup shup sa nahi daikha.
yahan yeh pata nahi chalta kon DhonD rahI hay/Kon DhonD rahA hay? hum jaisay aqal ke andhay to TaTol ker hi reh jatay hain. Mou thoRay baghair koi asan tariqa .... kon male/female hay?