un logon k leye jo pyaar k naam ko badnaam karety hain or muhabbat karney waloon ko dukh detey hain kisi k naam
Aaj phir tum yaad aye
Aaj phir wo lamha yaad aya
Jab tum nai kuch waade kiye thay
Jab tum nai apnany ko kaha tha
!! HAAN !!
Mager aaj main kh raha houn
Wo wakt phir aa sakta hai
Wo lamha phir aa sakta hai
Main is ki ijazat deta houn
Hm phir hm khayal ho sakty hain
Hm phir jeenay maarny ki Qasamain
Kha sakty hain
Hm phir kuch Waady kr sakty hain
Tum phir koi khowaab dekha sakty ho
Main phir koi khowaab dekh sakta hou
Phir main, Wafa ka waada kr sakta hou
**Main phir ek baar Mitne k liye **
Tayyar ho jaoo ga
!!MAGER HAAN!!
Bas mujhay is baat ki ijazaat do
!! K !!
**Is baar Dhooka mere teraf se ho ga..
**