*
Alwida keh diya dil ne
Aur yeh qadam
Uth rahe thay kisi aur jaanib magar
Phir bhi ek aas thee
Ke sada do gi tum
Aur palat jaunga mein tumhare leye
Magar
Yeh ho na saka
Jhankta thaa tumhare khayaloon mein jab
Tu pashemaan sa pa raha thaa tumhein
Tum bhi yeh chah rahi theen
Ke mein laut kar
Dil se tum ko laga loon, mana loon tumhein
Yeh bhi na ho saka
Yeh bhi na ho saka aur jaan-e-wafa
Donoo apni anaa ki faseelon tallay
Dab gaye ... Mar gaye ... Bewafa hogaye ...
Re: ~~ Bewafa Hogaye ~~
nice
Re: ~~ Bewafa Hogaye ~~
Thanks ...
:tear3:
:hinna:
True Feeligs . God One …:k:
Re: ~~ Bewafa Hogaye ~~
sady sady :(
Re: ~~ Bewafa Hogaye ~~
Thanks ...