woh itni achi bhans thi
woh kitni moti bhans thi
woh mujh ko pyari lagti thi
woh sab ko pyari lagti thi
magar ikk dinn shararat jo soujhi mujhe
kiya likhoun uss key barey main
woh scene hi itna zalim hai
woh muj ko abb bhi yaad hai
han mene panga liya uss se
magar takker khayee kissi aur na
woh ghussay se jo booli thi
woh yaad main meri rehti hai
kiya khoub nikala uss nae ghussa
tera ker dala bhaja uss ka
jo uss ko bachanay aya tha
uss ko hi bharna para parcha
jo hospital main dena tha
jo doctor ko bhi milna tha
yeh uss ki insult ka dora tha
jo mera tha woh uss ka houa
kiya khoub nikali galiyan
kiya khoub sunai kahaniyan
jo uss ke firaq main uss nae ab
ker dali ratain sab ki kaliyan
kher yeh kissa tu lamba hai
main janu kiss ko saja hai yeh
badnami kis ki samne thi
dewanee kis ki aadat thi
bass meri hi ikk shararat se
woh bhans chari chabare se
woh wahan se pounchi anghan tak
jis se woh nazar main aaiee tab
lage dam uss ke kurbanee per
abb socho kiya yeh acha hai
ghussa main garam na hona hai
jo garmi khayae gussa main
woh pakar main aaaya zalim kee
…ha ha ha ha h a hi hi hi hu hu hu tu hi tu
tu hi tu hain jane man sirf tu
:)
:D
hmm