**
Bethey bethey aankhon say udaasi chalakney lagti hay**
Mohabat meri routey dill main bilaknay lagti hay
Aik muddat say tujhay paaney ki khuwaish ko dabaya
Ab yah bey chain tiffl ki tarha lapaknay lagti hay
Har soch ko har tasawur ko qufl lagadia phir
Kiun har khuwab main teri tashbhee jhalaknay lagti hay
Mousam-e-baharan say esay ishq kia musal sal
Khizaan bhi merey under mehaknay lagti hay
Umeed ko galey lagaye kaati thi umar-e-gurezaan
Woh aaj bhi kabhi baahon main mahaknay lagti hay
Kalayii main parii choori terey dhiyan main ghumaon
Yaad karoon tujhay to khushii say khanaknay lagti hay!
jiia
2
Re: Bethey bethey aankhon say udaasi chalakney lagti hay
**Aik muddat say tujhay paaney ki khuwaish ko dabaya
**Ab yah bey chain tiffl ki tarha lapaknay lagti hay
bhala kese
****
Re: Bethey bethey aankhon say udaasi chalakney lagti hay
…Aapko itna bhi nhi pata…?
jiia
4
Re: Bethey bethey aankhon say udaasi chalakney lagti hay
hamara aik czn USA gaya to sabuska mazaq ura rhy thy
k MEM dekh k foot foot path per litt na jian .....
ab pura likhun punjabi me
Re: Bethey bethey aankhon say udaasi chalakney lagti hay
…
PM kr dyn…
jiia
6
Re: Bethey bethey aankhon say udaasi chalakney lagti hay
yahan bhi koe harj nhai:omg:
Re: Bethey bethey aankhon say udaasi chalakney lagti hay
…to phr krh dyn
jiia
8
Re: Bethey bethey aankhon say udaasi chalakney lagti hay
dekhen kitni mehnat ki hy
umeed hy sab sahi likha hoga 
Re: Bethey bethey aankhon say udaasi chalakney lagti hay
baRa ghazab ka likha hy…:k:
Re: Bethey bethey aankhon say udaasi chalakney lagti hay
baitahay baithay ankhon say bhook tapaknay lagti hay :@:
Re: Bethey bethey aankhon say udaasi chalakney lagti hay
kha kha kr bhi pait nhi bhara…?
or kitna khaO gay Bhai…?