mumtaz mufti aur bano qudsia say mujhay na janay kyun chir hai app logon nay kia waqai aag ka daria nahi paraha woh urdu ka sab say achaa novel hai
[QUOTE]
*Originally posted by funguy: *
Did I call it a novel?
[/QUOTE]
You didn't say one way or the other, and this thread is about novels. :)
chalay phir ab is thread may may afsanay aur poetry bhi add ker lay
kya ap logon may say kisi nay "raja mehdi ali khan" ko parha hoa hai
yah mazahia shairy kartay thay .yah 1960s may hi foot ho gayay thay
ager ap may say kisi nay inhay parha hoa hai to pls inform karay
khdija mastoor ka novel hai "aangen" yah kafi achaa nvel hai isay zaroor parihay is may partion kay waqt ki kahani hai
I would have to say, The Adventures of Huckleberry Singh. Yeah, definetely that one.
*
*