Berbaad mohabbat ki dua sath lye ja
Toota hua iqraar-e-wafa sath lye ja
Ek dil tha jo pahle hi tujhe sounp dya tha
Yeh jaan bhi aye jaan-e-adda sath lye ja
Taptee hui raahon say tujhe aanch na ponche
Dewaane ke ashkon ki ghata sath lye ja
Shamil hai mera khoon-e-jigar teri hina main
Yeh kam ho to ab khoon-e-wafa sath lye ja
nikii
4
Re: Berbaad mohabbat ki dua sath lye ja !!!
:k:
Sohaib
5
thats sad n nice....
anyways try to get out of this ata-ullah isakhailwee kinda stuff :)
Lamhay
8
Re: Berbaad mohabbat ki dua sath lye ja !!!
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Berbaad mohabbat ki dua sath lye ja
Toota hua iqraar-e-wafa sath lye ja
Ek dil tha jo pahle hi tujhe sounp dya tha
Yeh jaan bhi aye jaan-e-adda sath lye ja
Taptee hui raahon say tujhe aanch na ponche
Dewaane ke ashkon ki ghata sath lye ja
Shamil hai mera khoon-e-jigar teri hina main
Yeh kam ho to ab khoon-e-wafa sath lye ja
[/QUOTE]
!!!!!! aaaaaaaaaaah!!!!!!!!!!!!!!
mardala ji ap nay
per suniye barbaad mohabbat ki dua hi kyoon aur kisnay ki dil thora
bataiye kath dalay ga apun sab ko ;) waisay u know kia pata kath bhi dalaien ;)