Mano85, ghazal kisi ke, chand_chehra, *** Vivacious ***, HeArT HaCKeR thnx all 4 liking the ghazal, it was ahmad faraz
Mano85: "paabastaa" means pairoon main bandh lena, pehen lena
"tum bhii paabastaa-e-zanjiir-e-hiinaa ho jaanaa" tum bhee pairoon main hina(mehndee) kee zanjeer bandh lena :) thats what it means as far as i can understand, arifnawaz ya azad bhai aapko zyada sahee bata saktay hain meree urdu bohot kharab hay