Benaam sa yeh dard thahar kyon nahi jaata

Miss Taliba 2007 k naam.

Benaam sa yeh dard thahar kyon nahi jaata
jo beet gaya hai woh guzar kyon nahi jaata

Sab kuch to hai kya dhoondti rahti hain nigaahein
Kya baat hai main waqt pe ghar kyoon nahi jaata

jo beet gaya hai vo guzar kyoon nahi jaata Woh ek hi chahra to nahi saare jahan main

Jo door hai vo dil se utar kyon nahi jata
jo beet gaya hai vo guzar kyoon nahi jaata

Main apni hi uljhi hui raahon ka tamasha
Jaate hai jidhar sab main udhar kyoon nahi jata

jo beet gaya hai vo guzar kyoon nahi jaata
Woh naam jo barson se na chehra hai na badan hai

Woh khwab agar hai to bikhar kyoon nahi jata
jo beet gaya hai vo guzar kyoon nahi jaata.

Re: Benaam sa yeh dard thahar kyon nahi jaata

nice :k:

Re: Benaam sa yeh dard thahar kyon nahi jaata

please do't do this please please come back. i am sorry. please please B come back i am waiting.

Re: Benaam sa yeh dard thahar kyon nahi jaata

ana na meri qabar per yun hamarahe raqiban
kay musalman murdon ko jalaya nahin kartay

Re: Benaam sa yeh dard thahar kyon nahi jaata

dekho mujh call karo gey to baat clear ho gii na please B mujh call karo main wait kar rehi hoon.