Pyar bahut hai tujhse ye saanse keh rahi hai,
bichhad rahi hai zindagi se meri saanse ab.,
intezar tera dard-e-zindagi me hai har pal,
ye saanse puchh rahi hai tum kab aaoge jaan-e-Ghazal.,
rota hu, bilakhta hu, tanha rehta hu mai,
na sota hu, na marta hu bas teri raah takta hu mai.,
zinda hokar bhi na jee saka mai ye pal,
suni raahe puchh rahi hai tum kab aaoge jaan-e-Ghazal.,