**Police to one BOY : Tum nay apnay doost ko zoordar dar thappar (slap) kyun mara ?
**
Boy: Usnay mujhay aik haftay pahlay Gainda (Rhinoceros) kaha thaa !
Police : Aik haftay kay baad kyun mara us roz kyun nahi.
Boy : Main nay zindagi may pahlee bar aaj hee Zoo may Gainda (Rhino) daikhaa…