Intiha
1
Bht farsooda lgty hain mujhe ab yaar k qissey
Gul o gulzaar ki baten lab o rukhsar k qissey
Yahan sub k muqadar main faqat zakhm e judai hai
Sabhi jhooty fasaney hain wisal e yaar k qissey
Bhala ishq o mohabbat se kisi ka pait bhrta hai???
Suno tum ko sunata hun main karobar k qissey…
Mere ehbab kehty hain ye hi ik aib hain mujh main..
Sar e diwar likhta hun pas e diwar k qissy
Main aksar is liye logon se ja kr khud nahi milta ..
Wo hi bekaar ki baten wo hi bekaar k qissy…!!!
Intiha
3
Re: Bekaar k qissy…!!!
nazm… but m on cell.. dats y cant do better.. can u plz edit it
Re: Bekaar k qissy…!!!
U can read it if u know how to read a nazm..
Re: Bekaar k qissy…!!!
**Bht farsooda lgty hain mujhe ab yaar k qissey
Gul o gulzaar ki baten lab o rukhsar k qissey
Yahan sub k muqadar main faqat zakhm e judai hai
Sabhi jhooty fasaney hain wisal e yaar k qissey
Bhala ishq o mohabbat se kisi ka pait bhrta hai???
Suno tum ko sunata hun main karobar k qissey…
Mere ehbab kehty hain ye hi ik aib hain mujh main..
Sar e diwar likhta hun pas e diwar k qissy
Main aksar is liye logon se ja kr khud nahi milta ..
Wo hi bekaar ki baten wo hi bekaar k qissy…!!!**
KKF
9
Re: Bekaar k qissy…!!!
is soorat men to aapkii pesh karda Ghazal Ghazal kam Ghazaaal ziyaada lag rahii hai 
Diva
10
Re: Bekaar k qissy…!!!
Main aksar is liye logon se ja kr khud nahi milta ..
Wo hi bekaar ki baten wo hi bekaar k qissy…!!!
Maslan kaunsi baatein ?!?! 
Re: Bekaar k qissy…!!!
yaar ke qisse hain ya tijarti khabren