Re: >>>> BEIRUT JAL RAHA HAI ! <<<<<
Jigar Zamil..... Khushbash,
Pata Nahi Kyun Dil Chahraha Tha Ke Iss Nazm Par Pahla Ta'assur Apka Ho,
Khudawand Aapko Shaad Aabaad Rakhhe..... Duago Hun Allah TabarakTalla
Hum Tamaam Qalamkaron Ko, Apni Zimmadaari Ka Ehsaas Dilaye... Ameen.
Ahqar...Kamtar...Khushtar,
Darwesh !