Teri beparda nigahon ka nishana ban k,
Khud sy jhagra hun buhat tera deewana ban k,
Mujhy is trhan se na dekh teri zulfon ki qasam,*
Phir na reh paonga main tujh se begana ban k,
jab tak hai jaan, jab tak hai jaan
Neend ankhon k dareechy sy to hy door magar,
*Khawab aaty hain phir sony ka bahana ban k,
Ye talatum teri ulfat ka mery dil mein to hy,
*Khatm hojaye na ye Qisa fasana ban k,
jab tak hai jaan, jab tak hai jaan
Is kadar chahna usko na raas aaya,*
Wo mery paas sy guzra hy begana ban k..!!!”
jab tak hai jaan, jab tak hai jaan