Teri beparda nigahon ka nishana ban k,
Khud sy jhagra hun buhat tera deewana ban k,
Mujhy is trhan se na dekh teri zulfon ki qasam,*
Phir na reh paonga main tujh se begana ban k,
Neend ankhon k dareechy sy to hy door magar,
*Khawab aaty hain phir sony ka bahana ban k,
Ye talatum teri ulfat ka mery dil mein to hy,
Khatm hojaye na ye Qisa fasana ban k,
Is kadar chahna usko na raas aaya,
Wo mery paas sy guzra hy begana ban k..!!!”
Re: Begana ban k
Neend ankhon k dareechy sy to hy door magar,
*Khawab aaty hain phir sony ka bahana ban k,
Bohat umda..... bohat khoob..
Re: Begana ban k
dosto tum pe guzra hai kabhi yeh aalam
neend aati nahin,khawab nazar aate hain
Re: Begana ban k
Teri beparda nigahon ka nishana ban k, Khud sy jhagra hun buhat tera deewana ban k, Mujhy is trhan se na dekh teri zulfon ki qasam,* Phir na reh paonga main tujh se begana ban k, jab tak hai jaan, jab tak hai jaan
Neend ankhon k dareechy sy to hy door magar, Khawab aaty hain phir sony ka bahana ban k, Ye talatum teri ulfat ka mery dil mein to hy, *Khatm hojaye na ye Qisa fasana ban k, **jab tak hai jaan, jab tak hai jaan*
Is kadar chahna usko na raas aaya,* Wo mery paas sy guzra hy begana ban k..!!!” jab tak hai jaan, jab tak hai jaan
.
Re: Begana ban k
dosto tum pe guzra hai kabhi yeh aalam neend aati nahin,khawab nazar aate hain
Allah bachaye
Re: Begana ban k
.
Matlab?
Re: Begana ban k
samjh nahi aaya. red text par dihan nahi diya. ![]()
Re: Begana ban k
Parha ici ne tu :konfuse:kia ha
Re: Begana ban k
Ye talatum teri ulfat ka mery dil mein to hy,
*Khatm hojaye na ye Qisa fasana ban k,
aapk k liay yehi acha hy ![]()
Re: Begana ban k
Is kadar chahna usko na raas aaya,*
Wo mery paas sy guzra hy begana ban k..!!!”
udhaar muhabbat ki qenchi hai
Re: Begana ban k
aapko kese pata RANA ne udhar lia tha ![]()
Re: Begana ban k
Apko kesy pata ![]()
Re: Begana ban k
aap ne hi to batay tha
Re: Begana ban k
paas se begana bun ke qarzdaar hi guzarte hain
Re: Begana ban k
ha ha ha
ksi k dukh ka mazaq na uraen
apki love story me u turn nahi lucky hein ![]()
Re: Begana ban k
![]()
Re: Begana ban k
How do you know that?
PM kar ke batao ![]()
Re: Begana ban k
me to apka sath de rahi thi ![]()
Re: Begana ban k
Mein ne kb btaya apko apni lov storry ka ![]()
Re: Begana ban k
to vo apka hamnaam hoga