Beetay Lamhey

Re: Beetay Lamhey

*I love this film, the songs kya ganay hain yaar is film kay, all of them.

Aur wo hotel wala scene jab wo bistar par usay …

kasmay nice one, dekh boat par bi kaise jhappian day rahi hai usay , and film mai shadi shuda thi ye and imran bi aur dono shadi shuda hone kay bawajood jhak mar rahe thay aik doosray say :hehe:*

Re: Beetay Lamhey

:hehe:

jub khoon gardish main ho tou kon usey rok sakta hai

Art ke leye in dono nain apna ap bech dala, kitney azeem hain

Gana acha hai wese