Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi Jata
Jo Roo Rahay Hon Unko Rulaya Nahi Jata
Hasnay Walon Ko Rulana Aasan Hai
Lekin Ronay Walon Ko Kabhi Hasaya Nahi Jata
Apno Or Geroon Ko Bhulana Asaan Hai Lekin
Dil Todnay Walay Ko Bhulaya Nahi Jata
Umeed Ban Ke Log Zindagi Mai Atey Hain
Khawab Ben Ke Ankhon Mai Sama Jate Hain
Re: Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi Jata
![]()
Woh Tairay Naseeb key Barishain kissi aur chat par baras gaiN
Dil-e-Bay khabar meri baat sun ussay bhool ja ussay bhool ja
Re: Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi Jata
Apno Or Geroon Ko Bhulana Asaan Hai Lekin
Dil Todnay Walay Ko Bhulaya Nahi Jata
bohat khoob ..:k:
Re: Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi Jata
![]()
yaad aata hay tou keon uss say Gilla hota hay
Woh jo ek shakahs hamain bhool chuka hota hay
Re: Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi Jata
Very NIce Sannan bhai :k:
Re: Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi Jata
saman ka aana kushi lata hai ,
sanam ka jana gham ka salab lata hai .
sanam k aane se duniya shavar jati hai ,
per unke jane se yeh duniya ujard jati hai .
sanam k mobhabbat mein hum to mar-meete ,
unke jaane k gham mein hum tu yeh duniya se hi chal basse .
jalte rehti hu unki ek aahat k liye,
kambhak maut bhi na aaye hummein lene k liye.
lamha lamha tarse hum ek lamhe k liye ,
woh lamha aa bhgi to ek lamha k liye.