***![]()
*By unknown Shahir/Shahira. *****
***Safar tu maine kiya tha varna sazosaman us kay thay.
Main tu bas raaz darr tha uska varna tu sarey raaz us kay thay.
Vo dariya may piyasa baitha tha, jabke samandar tamaam uskay thay.
Woh dhoop main baitha hai chaoo dayney ko, jabke darakht sarey saya dar uskay thay.
Aur yu tu bazahir laugo main maine rizk banta tha, lekin darparda sarey haath uske thay.
Aur maine kamal bulandi pay ja kay socha Umer, yai tu sarey kamal uske thay.