Beautiful Piece

Suna hai usko shaghaf hai kharaab halon say
So apney aap ko barbad ker key dekhtay hain
Dosh per baar-e-zamana bhi uthana tha hamain
Masla sirf teray naaz uthaney ka na tha
Aae din ek nai aafat chali aati hai Faraz
Log kahtey hain ke ye shaher basanay ka na tha

Ahmad Faraz

:k:

behtarin

bahot khoob…:k:

Bohat achey rsjs ..:k: