► bearing walli Gari ◄

Re: ► bearing walli Gari ◄

**
Jazak Allah
Ary bhai kia karen ab ghar ja kar beti ki shararten enjoy krty hain isliye time he nahi mil pata.
office main check krleta hon lekin post krny ka time nahi milta, aj socha zara salam dua ho jaey :)**

Re: ► bearing walli Gari ◄

Hahaha bachpan k shoq ki kia baat hay, main to apsy pochnay wala tha kabhi TYRE chalaya hay :stuck_out_tongue:

Re: ► bearing walli Gari ◄

Lo jee Pind ka banda aur tyroon key race nah lagay :nono: main champion tha aur takrain bhi karwatay thay tyres key :hehe:

Re: ► bearing walli Gari ◄

:smiley: bilkul theek yaar…

Re: ► bearing walli Gari ◄

mashaALLAH :-)
week mai ik ya do dafa is terha salam dua kar liya karien aap :)

Re: ► bearing walli Gari ◄

Dabbyaan khaili theen kia :5: CirGut key dabyaan :sunnyboy:

Re: ► bearing walli Gari ◄

Hahaha you WON :stuck_out_tongue:

Re: ► bearing walli Gari ◄

Inshallah zaroor :)

Re: ► bearing walli Gari ◄

inshaALLAH :-)