kis kis nay bearing walli gari chala rakhi hay :cobra:
main to buhat expert tha iss main ![]()
aur khud he tayaar karta tha apnay liye ![]()
Restored attachments:
kis kis nay bearing walli gari chala rakhi hay :cobra:
main to buhat expert tha iss main ![]()
aur khud he tayaar karta tha apnay liye ![]()
Restored attachments:
Re: ► bearing walli Gari ◄
mai ne kabi b nai chalaie ye ![]()
Re: ► bearing walli Gari ◄
no hamare taraf iss ki fashion nahi thi............
albatta bikes ke tyre ke lekar gaon me kafi baar dauda hun.................:D
Re: ► bearing walli Gari ◄
Baray budqismat ho aap loog ![]()
hamarai to baqaida races hoti theen holiday par
aik baitha tha aur dosra push karta tha ![]()
Re: ► bearing walli Gari ◄
aap PUSH karne waloon mai se tu nai the ![]()
Re: ► bearing walli Gari ◄
abhi bhi aapka accident bearing wali gari per to nahi hua…
waise aisi gari hamare yanha kuchh khas log hi chalate hain…![]()
Re: ► bearing walli Gari ◄
Similar to those one legged rides kids hv these days:hmmm:
Re: ► bearing walli Gari ◄
naheen mujhay hamaisha say driving ka shouq tha ![]()
Chal karmo sawaryaan bitha tay chaliye ![]()
Re: ► bearing walli Gari ◄
Exactly this is the one :k:
Nope Mam ![]()
Re: ► bearing walli Gari ◄
aaay hon karmo kon ay kai BOSS di wohti te nai ![]()
Re: ► bearing walli Gari ◄
karmo conductor hay :cobra:
Re: ► bearing walli Gari ◄
conductor ko bithaien ge kaha aap ![]()
Re: ► bearing walli Gari ◄
conductor ko bithaien ge kaha aap :@:
woh push karnay key liye hay :@:
Re: ► bearing walli Gari ◄
Zyada jankari na do IS bhai ko kahi isi gari se lahore na chale jaaye............:D
Re: ► bearing walli Gari ◄
:hehe: :omg:
I’m sure Faris Bhai nay yah gari zaroor chalai hogi :cobra:
Re: ► bearing walli Gari ◄
woh push karnay key liye hay :@:
pir sawariyaaan kaha bithaien ge :@:
Re: ► bearing walli Gari ◄
Zyada jankari na do IS bhai ko kahi isi gari se lahore na chale jaaye............:D
ab lahore jaoo na jaoo baraber hay :@:
Re: ► bearing walli Gari ◄
Idhar he bata doon kah PM main ![]()
aaho jee aab kaam jo ho gia ![]()
Re: ► bearing walli Gari ◄
ab lahore jaoo na jaoo baraber hay :@:
kyon kya hua...........:D
Re: ► bearing walli Gari ◄
dil bhar gia hay
![]()