Be-wajah Nahi rota Ishq main koi …
Jisay khud sy Barh k Chaho wo rulata Zaror hy
Re: Be-wajah
Tou kaha kis nay hai andha honay ko
Re: Be-wajah
Kitabon mai likha hai k ishq andha hota hai :@:
Re: Be-wajah
Ishq ki laser surgery karwa len
Re: Be-wajah
Mujhe laser hair removal krwana hai :sid:
Ishq se waise he deal kr lainge ![]()
Re: Be-wajah
Kitabon mai likha hai k ishq andha hota hai :@:
Yeh theory ghalat bhi tou ho sakti hai ...aajkal ay daur kay hisaab se
Re: Be-wajah
kia Ishq ne ainak laga li. Diva aap ne light house ke paas ek board dekha hai ? Milton kiyun andha ho gaya tha? ![]()
Re: Be-wajah
Milton kiyun andha ho gaya tha?![]()
Re: Be-wajah
kiyunke us waqt chashma ejad nahin hua tha ![]()
Re: Be-wajah
waisay yeh milton mian hain kon
Re: Be-wajah
shayar tha mashoor
Re: Be-wajah
kahan ka?
Re: Be-wajah
England ka.
Re: Be-wajah
abhi tak andha hai ya ainak lagwa li
Re: Be-wajah
abhi tak andha hai ya ainak lagwa li
17th century ka tha.. ab to uska tammat bilkhair ho gaya
Re: Be-wajah
bechara
Re: Be-wajah
Nice 1
…wow
Re: Be-wajah
Krwana hai…krwaya nai ![]()
Re: Be-wajah
Nice…
Kab Tak…?
Re: Be-wajah
Jub ammi abbu razi ho jainge :(