Be sabab to nahi teri yaadein

***Be sabab to na thi teri yadein
Teri yaadon se kya nahi seekha

Zabt ka haosla badha lena
Aansoon ko kahein chupa lena
Kanpti dolti sadawon ko
Chup ki chadar se dhanp kar rakhna
Be sabab bhi kabhi kabhi hasna
Jab bhi ho baat koi talkhi ki
Mouzoey guftago,
badal dena… …

Be sabab to nahi teri yaadein
Teri yadon se kya nahi seekha !*
**

Re: Be sabab to nahi teri yaadein

:hmmm:…Yaad to Teacher nikli?

Re: Be sabab to nahi teri yaadein

*Zabt ka haosla badha lena
Aansoon ko kahein chupa lena
Kanpti dolti sadawon ko
Chup ki chadar se dhanp kar rakhna
Be sabab bhi kabhi kabhi hasna

esa kuch nhai seekha ham ny *

Re: Be sabab to nahi teri yaadein

:k:

**Be sabab to nahi teri yaadein
Teri yadon se kya nahi seekha !

**

Re: Be sabab to nahi teri yaadein

kuch seekha bhi hai k nahin