Paglee
1
wo abaR meRay dasht-e-tamana maiN utarta
aiey kaash samandaR kabi darya maiN utaRta
kiRnoo ki dhanak oO’rah k aik roZ achaanak
wo muj se bichaR kaR meRi dunia maiN utaRta
aik akaas meRay dil k dreechaY maiN dharkta
aik khawab meRi ankh k sehRa maiN utaRta
be-nooR na rahti shab-e-hijRaaN ki hatheli
wo jaaN dua dast-e-tamana maiN utaRta
wo chand kisi mahal k khawabon ka muqadaR
keoN meRay bujhaY ghaR ki tamna maiN utaRta
javaid kisi shaab meray khawabooN ka musafiR
ankhooN se niqal kaR dil-e-tanha maiN utaRta
Re: be-nooR na rahti shab-e-hijRaaN ki hatheli
[QUOTE]
*Originally posted by Paglee: *
wo abaR meRay dasht-e-tamana maiN utarta
aiey kaash samandaR kabi darya maiN utaRta
kiRnoo ki dhanak oO'rah k aik roZ achaanak
wo muj se bichaR kaR meRi dunia maiN utaRta
aik akaas meRay dil k dreechaY maiN dharkta
aik khawab meRi ankh k sehRa maiN utaRta
be-nooR na rahti shab-e-hijRaaN ki hatheli
wo jaaN dua dast-e-tamana maiN utaRta
wo chand kisi mahal k khawabon ka muqadaR
keoN meRay bujhaY ghaR ki tamna maiN utaRta
javaid kisi shaab meray khawabooN ka musafiR
ankhooN se niqal kaR dil-e-tanha maiN utaRta
[/QUOTE]
Bohat khoob :)
Waisay kia yeh eik Paglee ka khuaab hai keh samandar ko darya main utaRta dekhay :p ;)
Azad
3
Yeh arzu bhi barri cheez hay maghar, Paglee
Wasal e yaar faqat arzu ki baat nahi !!!!!!!!!!! :D
Amal
5
Re: be-nooR na rahti shab-e-hijRaaN ki hatheli
Beautiful Paglee:k:…bohat khoobsoorat ghazal hey. Thanx for sharing:)
*wo abaR meRay dasht-e-tamana maiN utarta
aiey kaash samandaR kabi darya maiN utaRta *
wah!
wo chand kisi mahal k khawabon ka muqadaR
keoN meRay bujhaY ghaR ki tamna maiN utaRta
touchy!
*javaid kisi shaab meray khawabooN ka musafiR
ankhooN se niqal kaR dil-e-tanha maiN utaRta *
amazing! buhat hi achha intikhaab!
Very Nice Peglee, Thanks for sharing:)
Paglee
11
Re: Re: be-nooR na rahti shab-e-hijRaaN ki hatheli
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Bohat khoob :)
Waisay kia yeh eik Paglee ka khuaab hai keh samandar ko darya main utaRta dekhay :p ;)
[/QUOTE]
hosh mand kia asiay khawab dekhtey jo mumkin nahi WG....;)
thanks any ways..:)
Paglee
12
Re: Re: be-nooR na rahti shab-e-hijRaaN ki hatheli
thanks Amal..
Paglee
13
[QUOTE]
*Originally posted by GuL-e-Tasbeeh: *
Very Nice Peglee, Thanks for sharing:)
[/QUOTE]
thanks Gul..:)
Paglee
14
thanks C_C...dilse..HH...Azad...eyes82..and DK..:)