Be khwab zindgi ka Paristar kon tha ?

Be khwab zindgi ka Paristar kon tha ?

Itni udaas raat main Bedaar kon tha ?

Kis ko ye fikr thi K mohabbat mein kiya howa?

Hum es py larr rahy thy

… wafadaar kon tha ?
saari kashtiyan jala k Chaly sahilon sy hum !

Ab tm ko kya batayein K us paar kon tha ?

Ye faisla tu Waqt b Shayed na kr sakay !

Such kon bolta tha,Adakaar kon tha ?

Re: Be khwab zindgi ka Paristar kon tha ?

:k:

Re: Be khwab zindgi ka Paristar kon tha ?

nyc