Be daard zamanay walon....

Be Daard zamanay walon ne kab dard kisee ka jana hain…

Jaag se koy Umeed na kar yeh jhoota hain begana hain…

Jitna be koy majboor hoowa, utna hee jahan na zulm keeya…

sukh cheen ke dil ko tor deeya…

Faryaad ko hans ke tokrana is ka dastoor purrana hain…

Jaag se koy umeed na kar yeh jhoota hain begana hain…

in khud mukhtar khudaon par kyun tera zor naheen chalta?

Kya thoo be in se haar gayaa?

Is Jhootee zalim dunya main sach kehnay wallay rothay hain…

ayaar yahan kuch hotay hain…

Jo seeday saday baath kahaen wo pagal hain deevana hain

Jaag se koy umeed na kar yeh pagal hain deewana hain…


Be daard zamany wallon nay ab dard kisee ka jana hain.***


Restored attachments:

Re: Be daard zamanay walon…

Wah Wah Faris bhai :k:

Re: Be daard zamanay walon....

Merbanee bhai It's not my work though...

It's actually a very famous song.... I will see if I can find you the youtube link for it...

Re: Be daard zamanay walon....

Nice!

Re: Be daard zamanay walon…

:k: