Punjab Phobia to tha he aab Geo fobia bhi ho gia
2ndly TUQ kay pair pakar kar IK nay apnay container mein keon bualaya tha
TUQ k muredon key wajah say kuch log nazar aatay hein warnah udher sirf “IK nay he bolna tha”
ISPR key bat hadess ho gai kia
Army nah hoti to is ko aor TUQ ko itnay jotay parnay thay kah toba bhali
purely wohi wali approach hashmi kay muamlay par