BBC documentary on NS corruption

Re: BBC documentary on NS corruption

u ka qasoor nahin hay Sach hamaisha karwa hota hay :cobra:
baqi mein palay wali line to bar bar likhon ga aab "“I used to be a PTI supporter till..”

mein ney kaub kaha yah doc fake hein ? mein ney kub support kia NS aor zardari ko ? mein pujari nahin hon kiss ka waisay :sunnyboy:
sharamnak to buhat kuch hay leekin mein ghusa nahin karta keonkah mein sach bat kahta hon :cb:

Qadri kay pair aor Pasha key boot chat ker bhi IK ko PMship naein milni :cb: baghi Hashmi ney is ka sara plan fail kar dia hay :dhimpak:

#I_used_to_be_a_PTI_supporter_till](http://www.paklinks.com/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=I_used_to_be_a_PTI_supporter_till) …
lulz](http://www.paklinks.com/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=lulz)