Re: BBC documentary on NS corruption
lulz](http://www.paklinks.com/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=lulz) molana sahib to zara yeh sach bhi sunain
- larkeon ko sar e am nachanay walla bhi koi sunat e nabvi ada nahin kar raha hay
- dosron ko sar e aam galian dainay wala bhi qiyamat ke din jawab deh hoga.
- ganoon key dhun per nachay walla bhi qiyamat ke din jawab deh hoga.
- Awam ko sarkon par sonay wala aor khud mahlon mein sonay walla bhi qiyamat ke din jawab deh hoga.
aor kuch lihoon kah bus
waisey abhi bhi buhat kuch likh skta hon lekin roze e qayymat ajar o sawab aor ahadess suanay sey bahter hey keh soch lia jay hum khud kahan kharay hein :cobra:
#aik_sey_barh_k_aik_mulla](http://www.paklinks.com/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=aik_sey_barh_k_aik_mulla)
lulz](http://www.paklinks.com/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=lulz)