BBC documentary on NS corruption

Re: BBC documentary on NS corruption

Itna bara novel likhnay kay kia zaroorat thi Bhai main nay kub kaha NS azem hay :konfused:
Woh buhat bara thug hay aor new comer Hamzad shahbaz key wajah say chicken aor eggs ghareebon key phunch say door ho gaiay hain
sirf apnay khandan ka sochtay hain yeh log

Baqi raha mukhalfat ka tou maira kaam hay aaina dikhana aor jis ko maira dil karay ga aaina dikhaoon ga Koi Aitraz :@:

lekin sorry to AP

NS aor IK aik haiN
NS qadray naik hay

#jasos_sach_batatay_hoye](http://www.paklinks.com/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=jasos_sach_batatay_hoye)