Bazm-e-wafa mai hamari garibi na pooch,
Ek dard-e-dil hai wo bhi kisi ka diya hua..
Re: Bazm-e-Wafa
:k:
Muhabbat waqai insaan ko ghareeb bana deti hai. Baqol Amjad Islam Amjad:
Hisaab e Umr ka itna sa goshwara hai
Tum ko nikaal ke dekha to bus khasara hai