Bazeecha-e-itfaal

Bazeecha-e-itfaal hai yee CAFE mere aagaY
hota hai shab-o-roz, tamasha mere aagaY

humarai kehnai ka matlab hai kiya sirf yahan qoum kai nounihal sir baiTuKKE batai karnai he aatai hain ya kuch faidamand baat bhi hot hai!

Re: Bazeecha-e-itfaal

tu aap ham subb ko bijli ka bulb theek karna sikha dain naa :rolleyes:

:chai:

Re: Bazeecha-e-itfaal

sahil u really sound familiar to me.. kia main ap ko pechaly janam main jantee tee :blush:

Re: Bazeecha-e-itfaal

^ Allah na karay
peechaa chooR doo bachhi kaa :bailan:

:chai:

Re: Bazeecha-e-itfaal

faidamund Baat kernay kee fee hai.. Haan bolo masla kiya hai aap ka..Mein aap kay kis tarah khidmet ker sakta houn

:Allah Hu:

Baba-Geee

Senior Consultant & Surgeon
(OB & Gyne, UK )

Re: Bazeecha-e-itfaal


James bhai.. woh bachi nahi hay :smack:
mashallah say mota lamba bacha hay :bobo:

Re: Bazeecha-e-itfaal

achha :hoonh:

jao taanG karoo uss koo - TaanG kar kar kay rullaa doo :devil:
Main nay kabhi kissi mootay lambay ko rootay huay nahi daikhaa :chai:

Re: Bazeecha-e-itfaal

palkain SUFAID Ho chuki hain iss shair ki, ORIGINAL bhee aur modified bhee.. ITNI bar pitt chuka hay idhar ke ukroon baith gaye hain murgha pichaar ke..

Re: Bazeecha-e-itfaal

ap ki taraf say ijazat hain james bahi :hoonh:

Re: Bazeecha-e-itfaal

poori ijaazat hay :jhanda:

:chai:

Re: Bazeecha-e-itfaal

Tuharee see Ijazat humain bee chahiya …Un-Kil Jamoo :blush:

Re: Bazeecha-e-itfaal

:hmmm:

sahil=Baba-gee=Ajnabi4ever

Re: Bazeecha-e-itfaal

Bijli ka? Koi aur bhi hota hai kia?

Re: Bazeecha-e-itfaal

:roman: haaan.. hotay to hain .. par wo ghumaye jain to kafi shor machta hay …

Re: Bazeecha-e-itfaal

:confused: Faizy, are ya talking about Head lights:rolleyes:

Allah Hu

Baba-Geee

Re: Bazeecha-e-itfaal

ummm..

:balley: sure…

Re: Bazeecha-e-itfaal

baitukee main bhi **Tuk **mojood hota hay

seedhe seedhe bat to her koi ker sakta hay bat to tub hay jub ultee bat say sedhe bat nikalain

samjh aya ? nahi ? koi bat nahi mujhay bhi nahi aya

Re: Bazeecha-e-itfaal

I think Faizy is referring to a Famous German automobile company

:chai:

Re: Bazeecha-e-itfaal

ye baat sirf daood clg waalon ki samajh main ayegi :rotfl: