BayzabaNi

**Bayzabani zaban naa hoo’jaay **
Raaz-e-ulfaaaT ayaahh na ho’jaay

**Is qadar pyar se na daik mujay **
Phir tamanNa jawan na ho’jaay

**luft anay laga jafaaon mein **
woh kahin meharBan na hoja’ay

**zikar unka zaBan par ayah **
**yea kahin DAstan na hoja’ay **

Khamoshii hai zaban-e-ishq hafeez
**Husan agaar badGuman na hoo’jay **

2 Likes

Re: BayzabaNi


Very nice choice:)

Re: BayzabaNi

nice old nazm, Alyish. thanks for sharing.
best,
Dushwari

Re: BayzabaNi

Wah.. !

Re: BayzabaNi

Nicee.. :k:

Re: BayzabaNi

ayaa’N na ho jaye

:k:

Re: BayzabaNi

koi chara nahin dua k siwa koi sunta nahin Khuda k siwa mujh se kya ho saka wafa k siwa mujh ko milta bhi kya saza k siwa dil sabhi kuch zaban par laya ik faqat arz-e-mudda k siwa barsar-e-sahil-e-muqam yahan kaun ubhra hai nakhuda k siwa dil sabhi kuch zuban par laya ik faqat arz-e-mudda k siwa doston k ye mukhali sana tir kuch nahin meri hi khata k siwa ye "Hafeez" ah ah par akhir kya kahen dost wah wah k siwa

Re: BayzabaNi

nice sharings both of U :k:

Re: BayzabaNi

hmm