Shayad
Aaj Bhee
Woh Mayraa Naam Sun Kar
Sharmaa Jaati Hogee
Aur Apnay Haath Par
Mehendi Say Likhay Hovay
Mayray Naam k Pahlay Harf Ko
Pyaar Say Choomti Hogee
Laykin
Main Ussay Bhulaa Chuka Hoon
Kiyun Kay
Mainay Apnay Naam Kay Saaray Huroof
Kissi Aur Naam K Supurd Kar Di’ay Hain
Re: ^^* Bay'Wafaa *^^
Ji :-(
Sarkar koi Ghaltee ho ga'ee ???
Re: ^^* Bay’Wafaa *^^
nehe meyn ne perhe he nehe gul perhe ge to baty geh kese he 
woh pyar say likhti hogi phri choomti hogi … khush fehmi hai 
Re: ^^* Bay’Wafaa *^^
very nice :k:
inn logon ki baaton ka bura na manana.. in ko to bus leg pulling he aati hai..

Re: ^^* Bay’Wafaa *^^
Achi Hai different si waisay mein samjha ke naam likhnay ke baad aagay bewafa bhi likhti hogi chumnay ki bajaye but aap ne to case he ulta kardia 
abeeha
10
ye kia hy poety or prose??
Shabo … khushfami Par He Zindagi Main Aagay Barrhnay Ki Justujo Rehti Hay … Khushfehmi Na Ho To Zindagi Baykaar Hay 
Yes I Am OK janab …
Tum Mayray Saath Bhi Kabhi AGREE Ho Jao 
Thanx Bro 
Thanx For Positive Reply :~)
Baad Main Bataonga 
Yeh POETrY Hay 
Gul K Paas Shayad** TAME **Nai Hay 
muncho
16
Re: ^^* Bay'Wafaa *^^
khan saib sutpatize janab, achee koshut kari tussee ney!
umda sharing
Thanx S.786 ... :~)
khan saib sutpatize janab, achee koshut kari tussee ney!
Thanx Dear ... Buhat Jald Aik dosri ghazal postnay Walaa Hoon ... :~)
nakhan
19
Mainay Apnay Naam Kay Saaray Huroof
Kissi Aur Naam K Supurd Kar Di'ay Hain
Tumny apna naam change krlia kia PK tunn
btw zbrdast koshish hy, i like it... lekin tumhari bewafai achi nhi lagi... bewafa harjai :p
thanx fazeelat ~`)
nice to see u here :~)
Yeh Tou Main Mazaq Kar Raha Tha Naa Khaan 
btw seriously thinking abt That 
Kahaan Ghaib Thay Janab Itnay Din 