Baynaam dushman Kahan ho

baynaam log chotay log dar gae na IQ say :cb:

are clueless, nameless, ageless and akal-less too

Re: Baynaam dushman Kahan ho

~pagli~ kahan ho itni dair say intezar kar raha hoooN :teary2:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

IQ!!!!! tum ne yeh thread kis baynam k naam kholi hai??? i m hoping im not AGELESS, CLUELESS, AKAL-LESS waghaira waghaira:(

Re: Baynaam dushman Kahan ho

and since when u became chairman of the GP Org?

Re: Baynaam dushman Kahan ho

tum nahi ho per kabhi kabhi ho jati ho :smiley:

uncklyyyy na yeh aijaz diya hai… Q suit karta hai na mujh per :clown:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

yea sab qualities to aap ke hain :eek: kai aap apnay aap ko bula rahay hian :stuck_out_tongue:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

^ na woh mai aap ko bula raha tha :mocking:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

:hula:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

another one of ur lame threads :snooty:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

IS lolzzzz, changa kaha aap ne...meri soch parh li aap ne, i wanted to say the same
:D:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

niyal: lou aaee meri dushman jee .. pyas bujhi meri akhiyan ki :smiley:

MM: tou kiya mujh say shadi karongi wali thread kholouN :blush:

Pagli: wah wah ageless ka khitaab tou mei shock say qabool karta hooN aur baqi dono tumhay bakshta hooN :stuck_out_tongue:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

:hehe: sure :rolleyes:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

nahee ji ageless ka khitaab tu mein ne apnay liye reserve karaya hua hai…baqi sab tumhara:D

Re: Baynaam dushman Kahan ho

dil tornay walay dekh kay chal
hum bhi tou paray haiN raho mei :stuck_out_tongue:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

haan haan mujhay pata hai 16 saal kay baad her larki ki umer 40 saal kay liay rukh jati hai :cb:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

HMmm aaj tu bara shiyrana mood hai tumharay, sup with that :cb:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

Kis ko bulaya IQ? :cb:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

MM: kia waqai khol dooN :wub:

LIL: u know na :blush:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

ji nahee…meri age ruki nahee…woh tu chal rahi hai apni raftaar se magar show nahee ho rahi…thats the best part :blush:

Re: Baynaam dushman Kahan ho

immo uth jao subah hogai :p