kia Baloon ko suljhanay wale macine duniya main ayjaad ho chuke hay ?
agar ho gaye to mujhay us ka nam pata chaeye ..or agar nahi to yahan itnay baray baray Engineers hain woh kion nahi banatay issay
kia Baloon ko suljhanay wale macine duniya main ayjaad ho chuke hay ?
agar ho gaye to mujhay us ka nam pata chaeye ..or agar nahi to yahan itnay baray baray Engineers hain woh kion nahi banatay issay
Re: bay- title
HaaN ho tau chukii hai laikin uss kaY istemaal kee shart-e-awwaleen yeh hai kay insaan pehlaY ganjaa ho jaaYe..
Re: bay- title
^ agar app khud ganjay hain to is ka mutlub yeh nahi app is terah jhote khabrain phayla ker saree duniya ko ganja ker dain ...* snooty*
Re: bay- title
agar ganjaY meraY jaisaY hotaY haiN tau i wonder baaloN waalaY kaisay hotay hoN geY
like polar bear ![]()
Re: bay- title
i am not a polar bear ![]()
Re: bay- title
:(
Re: bay- title
to agar BAloon jaisee naymat say ashna hain to is machine kay bananay per ghor kerain werna woh din door nahi jub waqt ki tangee app ko Gunj pun kay moor per la ker phaynk day ( iqtibass..ganjooN ki bastee)
uncle stalker> app ka to kuch pata nahi chalta app kai avatar dehko to medona yad ate hay nick perho to uncle yad atay hain or replies perho to…
Sajal > lagta hay tu bhi hay mere ghum say Ashna ![]()
Re: bay- title
mere apnay gham thorray hain jo dosron k ghamon
say aashnai laiti phiroon. ![]()
Ye sad face mai nay apnay behalf pay banaya tha.
Re: bay- title
salam ![]()
Re: bay- title
sajal^ acha yeh app ka intikhabee nishan hay ?
lakin is per to koi vote nahi day ga
Re: bay- title
agar ho gaye to mujhay us ka nam pata chaeye ..or agar nahi to yahan itnay baray baray Engineers hain woh kion nahi banatay issay
are aap ejaad karne ki baat karrahi hain ? ye tu insaan ke saath hi wajood main agai thi ... ab poocho gi kya ? tu us machine ka naam hai .... mahboob ki ungliyan .... isiliye tu shair kahta hai ...
ye zulf tere khul ke bikhar jayen tu accha......
shayed shair saheb kafi bore hain aur koi kaam nahi hai isiliye ye farmayesh karrahe hain ....
Re: bay- title
Ijaad ho chuki hai…Aur usay kanga kehte hain…
http://images.google.com/images?hl=en&q=comb&btnG=Google+Search&sa=N&tab=wi
Re: bay- title
Let *him *do it, the best Machine is Miaan Ji :s
Re: bay- title
ohh shweetoy nenhi si age main kiya ghum leg gaya:hug:
Re: bay- title
^Gham e Kanghee :D
Re: bay- title
Us machine ka naam istari hai.
Hamaray Anwaar bhai nay eejaad ki hai. ![]()
Re: bay- title
Pkhan, 8000 mabrook.
Re: bay- title
^Thanx Alot OMG :)
Re: bay- title
Aap nay mabham alfaaz main AQ bhai ko mistri kah diya ![]()
Re: bay- title
main bal suljhany wali machine bana sakta hon ... par koi pehlay yeh samjhaey kay.....
yeh baal ulajhtay q hain .... aur kis sai ulajhtay hain ....