Re: Bay Sabbray Guppies…
![]()
yaaar, pata kiya problem hai ham desi logouN may…we assume things tooooooooooo much…i said im gonna leave GS…there could be so many reasons…from small to huge…u never know…![]()
Ok yara, aaja badlay kay liye…iss EVILMASTERMIND say takkr layni hai…chall lay lou ![]()
Ham, Miss. Gupshup baan jayein geen aur ghayeb ho jayein geen ![]()
phir laal tashma laga kar dhoondna ![]()
yeh lou ziada ghussa na karou aish karou ![]()