ufffffffffffffffffffffffffffffffffffff HADD houtti hai!!!
Itnay BAYY SABBRAY Guppies!!!
Jaana thaaa mujhaay, bohut zaroori jaana thaaa…sabr nahee houtta thaa kisi say??
Abb laptop tou mai Bathroom lay kar jaanay say rahee
Itni pait may dard…ufffff…uss kay liye bathroom jaana thaa mujhay…abb ghalati say aelaan kar hi diya thaa mainey keh jaa raheen houn…tou thourra sabr hou jaata…!!
I LOVE U ALL MY GUPPIES!!!
seriously, barri zour ki pait may dard theee…kay rounay nikal aye thay…bazar ka khana bhi azaab houtta hai…toubah karing
Ok Ok i know most of the guppies will be pissed at me…so let me talk to individual guppy…
Uncle_Falker: sorry Uncle, paith may dard thaa…abb mai yeh tou aap ko bata nahee sakti thee kay bathroom jaana hai…![]()
Thanx Uncle…i can’t leave this GS, forgive me will ya?
Jassoos: Ahhuuummm…Butler ko chour kar mera damagh kharab hai kaheen jaouN, mera kaam koun karay ga…hain?
Chupkese: meri paali si behna…nahee jaati kaheen…idher hi houN apni behan kay saath ![]()
Shobi: achawwwwwwwwwwwwwww nawwwww nahee jaati, tumhari achawww bhi itni cute hai keh bas… yeh lou aish karou ![]()
Jaan lewaa: array miyaan jeee, kousni khush fehmi may thay kay chour kar jaouN gi? Mainey kitni baar kaha kay aa kar bathroom saaf kar dou…magar tumhay samajh naa ayee!! ![]()
Tumharay dialogue khatam nahee hounay!!
Smokingcool: betta jee, aap ki aunty bathroom use kar kay wapis aa agyeen hai…boo tou nahee aa rahee ![]()
Barbie: im back …from bathroom
Sac: doctor sahib, phir sleeping pills chahyeh?
James _Bhaand: mujhay EMM hi pasand hai, kissi aur nick say kabhi naam nahee chalana!
KsaKuri: chal meri bachi sou jaa! ![]()
Anwar Qureshi: Thanx for the shair…zaroorat thee iss pait dard kay saaath
Kino: U were right…i can’t leave ![]()
Baad Shah salamat: kasiey jaa sakti houn!!
If I am missing any guppies name, plz forgive me…and U all BAY SABBRAY GUPPIES…Love U all ![]()