Bay-nam Sa Ye Dard Thehar Q Nai Jata
Jo Beet Gaya Hai Wo Guzar Q Nai Jata
Sab Kuch Tu Hai, Kia Dhondti Hain Nigahain
Kia Baat Hai, Main Waqt Per Gher Q Nai Jata
Wo Ik Hi Chehra Tu Nai Hai Saray Jahan Main
Jo Dour Hai Wo Dil Say Utar Q Nai Jata
Main Apni Hi Uljhi Hui Rahon Ka Tamasha
Jatay Hain Jidhar Sab, Main Udhar Q Nai Jata
Wo Naam Jo Mujhey Janay Kab Say, Na Chehra Hai, Na Badan Hai
Wo Agar Khawab Hai Tu Bikhar Q Nai Jata…
Re: Bay-nam Sa Ye Dard Thehar Q Nai Jata
Jo Beet Gaya Hai Wo Guzar Q Nai Jata
umda :k:
Re: Bay-nam Sa Ye Dard Thehar Q Nai Jata
:k:
Re: Bay-nam Sa Ye Dard Thehar Q Nai Jata
Bay-nam Sa Ye Dard Thehar Q Nai Jata
Jo Beet Gaya Hai Wo Guzar Q Nai Jata
![]()
Re: Bay-nam Sa Ye Dard Thehar Q Nai Jata
![]()
Re: Bay-nam Sa Ye Dard Thehar Q Nai Jata
Bay-nam Sa Ye Dard Thehar Q Nai Jata Jo Beet Gaya Hai Wo Guzar Q Nai Jata Sab Kuch Tu Hai, Kia Dhondti Hain Nigahain Kia Baat Hai, Main Waqt Per Gher Q Nai Jata Wo Ik Hi Chehra Tu Nai Hai Saray Jahan Main Jo Dour Hai Wo Dil Say Utar Q Nai Jata Main Apni Hi Uljhi Hui Rahon Ka Tamasha Jatay Hain Jidhar Sab, Main Udhar Q Nai Jata Wo Naam Jo Mujhey Janay Kab Say, Na Chehra Hai, Na Badan Hai Wo Agar Khawab Hai Tu Bikhar Q Nai Jata...
Log itni bad-duaen daitay hain zardaari ko
wo thori se sharm kha kr mar Q Nai Jata...???
Re: Bay-nam Sa Ye Dard Thehar Q Nai Jata
sharm khanay walon mai se hota tou bad dua ke naubat he na aati :D