maiN kay anjaan ghazal
ik bay naam ghazal
mujh ko kehnay wala gumnaam
mujh ko sunn nay wala nadaan ![]()
mujh ko bhee naheeN kuch
apni haqeeqat ki shanasai
la mutanahi hai mairay
khiyalat ki gehrai
paRhnay walay kay liye
maiN hooN samaan-e-tanhai
Hai shagufta phoolouN ka chaman
mera har phool hai shedaai
maiN kay anjaan ghazal
ik bay naam ghazal ![]()
By: Anwaar Qureshi ![]()