**yahan chayhron pe hairani bauhat hai
shahar e dil main veerani bauhat hai
bahalay jaye ga kachay gharon ko…
is darya main tugyani bauhat hai…
dushman ka bhala kiunkhof ho mujh ko
mujhay rab ki nighahbani bauhat hai…
iradonmain dararain dalnay ko…
kisi ki aankh ka pani bauhat hai…
khizan sab phool pattay lay gayi kal…
darakhton pe ab uryani bauhat hai…
(wafa ) **
Bahut khoob :k:
**
Zakhmoon ki saudagari kartay hain shehar mein
Pholoon ko bechnay ke zamaanay chale gaye
**
Re: bauhat hai…
beautiful!!!
:k::k:
thanks for sharing:flower2:
Azad
8
[QUOTE]
iradonmain dararain dalnay ko..............
kisi ki aankh ka pani bauhat hai.............
[/QUOTE]
Mashallah