Mera dost mujh say ek din bolta hai k Star plus k dramao k naam kiasy kiasy hoty hain "ab khud hi batao main public toilet gaya to wahan likha tha.. kuch kar dekhana hai!
dosre main gaya to wahan likha tha sssshhhhhh koi hai!
tesre main gaya to wahan likha tha kahin to hoga !
fourth main gaya to wo full bhara hua tha uper likha hua tha shaka laka boom boom!