..ab khud hi batao main toilet gaya to wahan likha tha.. “kuch kar dekhana hai!”
dosre main gaya to wahan likha tha “sssshhhhhh koi hai!”
tesre main gaya to wahan likha tha “darna Manah hai”
chote main gaya to wo full bhara hua tha uper likha hua tha “shaka laka boom boom!”