chai kaisay banatay hain:phati:
![]()
chai kaisay banatay hain:phati:
![]()
Re: batao
Pahley thora sa paani peetey hain'
phir thori si patti khaatey hain
phir thora sa doodh peetey hain
phir thori si cheeni khaatey hain
Phir choolhey par beth jaatey hain
Re: batao
:@: plz ek cup bana ke lao
Re: batao
wah wah i love bhai’s explanation of it:chai:
bhai bana ke lao ek chai ka cup ![]()
Hawwwwwwwwww…bana tou doon lekin tum peeyo gee kaisay ![]()
Don’t tell me k mein khud pee loon kyon k mein chai nahi peeta ![]()
Agar mein sab kuch khaa kar choolhey par beth kar apney andar chai banaaon gaa tou woh kaisay peeye gee? ![]()
Next Question :@:
Re: batao
![]()
aap choolhay pe to betho, baki hum dekh leinge
yeh ullu kasiay banatay hain?
Re: batao
mekeh kese marte heyn
Re: batao
agar ap makhi keh rahi hain tau uskai samnai mun laiker jain mun kholay jab woh mun mai chali jai tau usay chaba daalain makhi jar sai ghayeb :d
agar ap makhi keh rahi hain tau uskai samnai mun laiker jain mun kholay jab woh mun mai chali jai tau usay chaba daalain makhi jar sai ghayeb :d
pehle u try ker ke dekho kamyab hoa to meyn keron geh :ASA:
ehehehhe but u asked na ![]()
Re: batao
![]()
Re: batao
heheheehe
aik Kay ho aur aik garam pani ka gilaas
dono ko milado ![]()
then maybe you need to get a life:wink: