Re: Batao, Lehja kaisa ho
Theek hay theek hay hans lo, hum hi mailay hain tum ko… ![]()
Chup chaap apni aag main jaltay raho Faraz
Duniya to araz-e-haal pay/say be-abroo karay
![]()
Re: Batao, Lehja kaisa ho
Theek hay theek hay hans lo, hum hi mailay hain tum ko… ![]()
Chup chaap apni aag main jaltay raho Faraz
Duniya to araz-e-haal pay/say be-abroo karay
![]()
Re: Batao, Lehja kaisa ho
wah wah ............... chaloo aap ki shaairi kay shooq ki jarh to pata lagi
Re: Batao, Lehja kaisa ho
sirf aap k lyee arz kya hay
dard kii baarish sahii maddham zaraa aahistaa chal
dil kii mittii hai abhii tak nam zaraa aahistaa chal
tere milane aur phir tere bichhad jaane ke biich
faasalaa rusvaaii kaa hai kam zaraa aahistaa chal
apane dil hii men nahiin hai us kii maharuumii kii yaad
us kii aankhon men bhii hai shabanam zaraa aahistaa chal
koii bhii ho ham safar 'Raashid' na ho Khush is qadar
ab ke logon men vafaa hai kam zaraa aahistaa chal
sir jee jo milla hi nahin us k bicharnee ka kaisa gum
Re: Batao, Lehja kaisa ho
Kafi Azad nazaam hai… I mean sometimes poet is in rythm and sometimes not.
Anyway, Ajnabi ko pasind aai… yah masoom shararut aap kee…![]()
Re: Batao, Lehja kaisa ho
itnay zaida shaaeir?
Re: Batao, Lehja kaisa ho
aray yaar hum dono ikhattay naheen hain main karachi main hoon ![]()
Re: Batao, Lehja kaisa ho
Yara dil main talab ho to karachi konsa dur hay …
Re: Batao, Lehja kaisa ho
Aray yaar hum shaaer naheen AASHIQ hain kiyun k hum sab main say kissi nay bhee koi nazam,ghazal ya shair naheen likha,to hum sab shaaer kaisay hogaey???
Re: Batao, Lehja kaisa ho
haan yeh to hay yaar:)
Re: Batao, Lehja kaisa ho
Bohot zabardast… **Saroo **thanks for it ![]()
Re: Batao, Lehja kaisa ho
aray nahi janoo ye dukh k din to abhi 18-09-2005 ko 3:23 PM say start hoay hain
meri shaairi ka collection to kafi purana hay
haan ye zaroor hay k ab wo shaairi bhi achi lagit hay jo pehlay boring lagti thi
Re: Batao, Lehja kaisa ho
i wish you good luck AGAIIIIIIIIIIIIIIINNNNNNNNNNNNNN
Re: Batao, Lehja kaisa ho
Ohhh :Pretty:
Thanks ye to main bhool hi gaya tha k **AGAIN **bhi hota hay ![]()
aaj jaa kar “**Hum Tum” **daikhni paray gi
Re: Batao, Lehja kaisa ho
HUm Tum naz paan masala?
Re: Batao, Lehja kaisa ho
aap ne jis ke liay bhi likha hay
Lekin ye ghazal mujhay bohat pasand aai, daad qabool farmaiay,
Friend4u4ever
Re: Batao, Lehja kaisa ho
kuch tabi'at hi mili thi aisi
chain se jeenay ki aadat na hui
jis ko chaha ussay apna na sakay
jo mila uss se mohabbat na hui
Wesay aapus ki baat hay, aakhri misra bilkul bhi hasb e haal nahin hay yaani:
Phir us ke baad koi maseeha nahin mila
Jis ne jabeen pe haath rakha haath jal gaya
Friend4u4ever
Re: Batao, Lehja kaisa ho
Chalain himmat karain kuch na kuch to ho jaay ga
Ranaai e Khyal
Re: Batao, Lehja kaisa ho
Kehtey to sab hi haiN mager har kisi ka andaaz aur lehja alag hota hai… Jin logoN ko samajhna hota hai, woh aakhir samajh hi jaatey haiN ![]()
It’s a lovely poem Barbie.. Thank you for sharing ![]()
Re: Batao, Lehja kaisa ho
kuch tabi'at hi mili thi aisi
chain se jeenay ki aadat na hui
jis ko chaha ussay apna na sakay
jo mila uss se mohabbat na hui
Wesay aapus ki baat hay, aakhri misra bilkul bhi hasb e haal nahin hay yaani:
Phir us ke baad koi maseeha nahin mila
Jis ne jabeen pe haath rakha haath jal gaya
** kiya baat hay janab,,, wah ji maza aagaya ,,thanx for sharing :)**
Re: Batao, Lehja kaisa ho
ok lemme first laugh ![]()
some of the replies in this thread are really very funny ![]()
ok lemme reply to each of them ![]()
for first is **Nakhan **aray nakhan ap ko kis baychari hay bhai kaha hay
i can imagine it u telling a girl “dayko “seema” mujay ap say pyar hogaya hay” aur seema would be like “aray may to ap ko apna bhai samajtee tee” ![]()
anyway nakhan dear.. don’t worry dunya umeed per qayam hay
aur now **Precious Khan **yaar u are crying cause u are 25
dayko jee again i will say that jis ko ana hota hay .. zaroor ayay ga.. jo apnee naseeb may hay woh ap ko zaroor milay ga.. so just wait for her.. and wheneva u felt like u found her .. then tell her right away my advice to u
**Saro urf Sara **hum dono ak hee suli per latkay howay hay ![]()
aur now a general advice to all of u…
If u love someone.. aur if u think someone loves u too but u don’t.. then Please dont make them wait.. either tell them that u love them too or just tell him that u have no feeling for them..
intezar nahi karna, cause ppl are like sonay ki chiya.. koi bee kisi waqt apki love ko chora sakta hay .. so watch out …
ufffffffffffffoooo i feel like a poet now ![]()
this is the result of reading so many romantic novels ![]()