Batao kya likhain tum ko..............

Batao kya likhain tum ko…

Batao kia likhain tum ko
ke lafzoon ka chunao bhi
bara dushwaar hota hai
jo tum ko jan likhtay hain
wafain khoob rooti hain
humain aa ker ye kehti hain
ke tum apnay hi katil ko
ab ke jaan likhtay hoo?
kabhi emaan likhtay hoo
ye tum acha nahi kertay
too phir ye sochtay hain hum
tumhain ab soog likhtay hain
koi mustaqil sa roog likhtay hain
soog ko mananay main,
roog ko bhulanay main
umeer beet jati hai
roog denay waloon ko log bhool jatay hian
bhool janay waloon ka soog too nahi hota
chalo tumhhi batao ab
buut likhain tum ko ya ke Khuda likhain
ajnabi ya phir aashna likhain
apnay nakarda gunahoon ki
Koi saza likhain…
Batao tum ko kya likhain???

Re: Batao kya likhain tum ko..............

Kuch to likh he do aap humain.. :p

Buhat khoobsurat nazm.. :)

Re: Batao kya likhain tum ko…

:)…app ki baat nahin kar rahee theeAhmaer…mein tu "un"ki baat kar rahee thee…:bummer:

Re: Batao kya likhain tum ko…

unn ki kin ki kaunki? :stuck_out_tongue:

Re: Batao kya likhain tum ko…

ab saree batain tu nahin bata saktee na…:blush:

Re: Batao kya likhain tum ko…

Jee acha mashriqi larki :slight_smile:

Re: Batao kya likhain tum ko…

:phati:…jee theek farmayaa app nay…

Re: Batao kya likhain tum ko…

:smiley:

Re: Batao kya likhain tum ko…

buhat khoob :lajawab:

Re: Batao kya likhain tum ko…

Thanks For Appreciation…
:slight_smile:

Re: Batao kya likhain tum ko…

Very nice and thanks for sharing … :k:

Re: Batao kya likhain tum ko..............

very nice :)

Re: Batao kya likhain tum ko..............

nice SJ :)

Re: Batao kya likhain tum ko..............

wow

lobly

Re: Batao kya likhain tum ko…

thanks :slight_smile:

Re: Batao kya likhain tum ko…

very nice :k:

Re: Batao kya likhain tum ko..............

thanks friendz.............:)

Re: Batao kya likhain tum ko..............

veryyy nice!!!